Just tried something funny

Hum Banaras ke bhaiya
…………..  ke saiyaan
Daal gale mein baiyena
Naach Rahe hain Tha tha thaiya

(…….. space for anyones name)

Sher-o-Sayari

1.. aakhon mein jo hota Dard to phir aashon ka wajood na hota,
aur jo hote na aashon to phir khushi ki ahemiyat kya hoti

2.. aap jinhe talash karte hain , apni jaagi hui raaton mein
woh to aapke kareeb aapke har aarzoo mein dikh jate hain

3.. chand ki chandni sabko bhati hai
par kabhi kisi ko taraon ka timtimana pasand aaya

Roushan

3 Responses to this post.

  1. Posted by vivek on June 11, 2009 at 11:45 pm

    i liked this funny..

    Reply

  2. jindagi unke karib thi to dil her waqt muskurata tha ab jindagi hasin thi to dil pe chot khata tha muje bhi jindagi bakhsh khuda wo bewafa tha

    Reply

  3. payar mohobat jindagi ye sab asiqon ki amanat hai koi nibhta hai koi enka sahara leta hai kionki yahi jindagi ujadne ki dawai hai akhir kiyon apni dil ki muraad ko payar ka bahana dete hai pehale to manate hai fhir pathar ban jate hai yahi wo sabd hi jo jindagi ujadte hai pankaj rawat –utranchal

    Reply

Respond to this post